Credits

PERFORMING ARTISTS
Udit Narayan
Udit Narayan
Performer
Alka Yagnik
Alka Yagnik
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Himesh Reshammiya
Himesh Reshammiya
Composer
Sameer
Sameer
Lyrics

Lyrics

Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Meri dhadakan mein tum ho, meri saanson mein tum ho Ab ye halaat hain, donon ab saath hain Dil mein jazbaat hain, haathon mein haath hain Hum donon ka ye pyaar hai kithna pyaaraa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Meri dhadakan mein tum ho, meri saanson mein tum ho Ab ye halaat hain, donon ab saath hain Dil mein jazbaat hain, haathon mein haath hain Hum donon ka ye pyaar hai kithna pyaaraa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Tum agar ho to haseen hai zindagi Tum nahin to kuch nahin hai zindagi Tum se hee raahoon mein hai ye dilkashi Tum se hee pai hai maine har khushii Tum ye jaan lo, tum ye maan lo Tum ho meri manzil, tum hee raastaa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Meri dhadakan mein tum ho, meri saanson mein tum ho Ab ye halaat hain, donon ab saath hain Dil mein jazbaat hain, haathon mein haath hain Hum donon ka ye pyaar hai kithna pyaaraa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Tum meri har saz ka sangeet ho Tum jise gaata hai dil vo geet ho Tum koyi khushboo ho, koyi rang ho Tum ko jo dekhe vo kyun naa dang ho? Tum jo aa gae, tum jo chha gae Tum ne mujh par jaadoo hai kar diya Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Meri dhadakan mein tum ho, meri saanson mein tum ho Ab ye halaat hain, donon ab saath hain Dil mein jazbaat hain, haathon mein haath hain Hum donon ka ye pyaar hai kithna pyaaraa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho Meri dhadakan mein tum ho, meri saanson mein tum ho Ab ye halaat hain, donon ab saath hain Dil mein jazbaat hain, haathon mein haath hain Hum donon ka ye pyaar hai kithna pyaaraa Meri aankhon mein tum ho, mere sapanon mein tum ho
Writer(s): Lalitraj Pandit, Jatin Pandit Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out