Listen to Likhe Jo Khat Tujhe (From "Kanyadaan") by Mohd. Rafi

Likhe Jo Khat Tujhe (From "Kanyadaan")

Mohd. Rafi

Bollywood

19,764 Shazams

Credits

PERFORMING ARTISTS
Mohd. Rafi
Mohd. Rafi
Lead Vocals
COMPOSITION & LYRICS
Shankar - Jaikishan
Shankar - Jaikishan
Composer
Neeraj Shridhar
Neeraj Shridhar
Songwriter
PRODUCTION & ENGINEERING
Shankar - Jaikishan
Shankar - Jaikishan
Producer

Lyrics

Likhe jo khat tuje wo teri yaad main Hazaaron rang ke nazare ban gae Likhe jo khat tuje wo teri yaad main Hazaaron rang ke nazare ban gae Savera jab hua, to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gae Likhe jo khat tuje Koi nagmaa kahi goonja kaha dil ne ye tu ai Kaheen chatki kalee koyi main ye samajh too sharmaai Koyi khushboo kaheen bikhri lagaa ye zulf laharaee Likhe jo khat tuje wo teri yaad main Hazaaron rang ke nazare ban gae Savera jab hua, to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gae Likhe jo khat tuje Fizaa rangin ada rangin ye ithalanaa ye sharmaana Ye angadaai ye tanhaayi ye tarasaakar chale jaanaa Bana degaa nahin kis ko javaan jaadoo ye deewaanaa Likhe jo khat tuje wo teri yaad main Hazaaron rang ke nazare ban gae Savera jab hua, to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gae Likhe jo khat tuje Jahaan too hai vahaan main hoon mere dil kee too dhadkan hai Musaafir main too manzil hai main pyaasaa hoon too saavan hai Meri duniyaan ye nazre hain meri jananath ye daaman hai Likhe jo khat tuje wo teri yaad main Hazaaron rang ke nazare ban gae Savera jab hua, to phool ban gaye Jo raat aayi to sitaare ban gae Likhe jo khat tuje
Writer(s): Neeraj, Shankar Jaikishen, Rahul Jain, Shankar-jaikishan Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out