Lyrics

Le ke rahmat Le ke barkat Aaya hai mahe ramzan Khush qismati hai ham sabhi ne Paaya hai Mahe ramzan Le ke rahmat Le ke barkat Aaya hai mahe ramzan Khush qismati hai ham sabhi ne Paaya hai Mahe ramzan Rahmaten har soo chhayi hui hain Bakhshish ki ghadiyan aayi hui hain Mauqa hai raazi kar lo khuda ko Qaid hai shaitan Aao gunahon se tauba karen Aaya hai mahe ramzan!! Raazi ham apne khuda ko karen Ruswa karen shaitan Aao gunahon se tauba karen Aaya hai mahe ramzan!! Raazi ham apne khuda ko karen Ruswa karen shaitan Isi mahine mere nabi par Utra hai rab ka kalam Paak nabi par aur unki aal par Lakhon karoron salam Isi mahine mere nabi par Utra hai rab ka kalam!! Paak nabi par aur unki aal par Lakhon karoron salam Isi mahine me jeeta badr bhi Makka me dakhil bhi huye nabi Kaisa junoon hai dil me sukoon hai Aaya hai pyara mehman Aao gunahon se tauba karen Aaya hai mahe ramzan Raazi ham apne khuda ko karen Ruswa karen shaitan Aao gunahon se tauba karen Aaya hai mahe ramzan!! Raazi ham apne khuda ko karen Ruswa karen shaitan Aao gunahon se tauba karen Aaya hai mahe ramzan!!
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out