Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Lead Vocals
COMPOSITION & LYRICS
R.D. Burman
R.D. Burman
Composer
Anand Bakshi
Anand Bakshi
Songwriter

Lyrics

Do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Baalama re, zaalimaa Are-are, are-are Aag paani mein lagaa de zaraa see Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Gaaoongi re, naachoongi re tere liye aaj se main Aaye sharam, lekin balam mar jaaongi laaj se main Gaaoongi re, naachoongi re tere liye aaj se main Aaye sharam, lekin balam mar jaaongi laaj se main Baalama re, zaalimaa Are-are, are-are Laaj ka ye ghunghat utaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Kis kaam ka ye jam hai? ismein mazaa vo nahin hai Bhar ke bhee ye khaali sa hai, ismein nasha vo nahin hai Kis kaam ka ye jam hai? ismein mazaa vo nahin hai Bhar ke bhee ye khaali sa hai, ismein nasha vo nahin hai Saaqia re, saathiya Are-are, are-are Pyaar thoda ismein milaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Is khel ka, is mail ka aaye mazaa khak aise Tadpe jiyaa aise mera, bulbul koyi qaid jaise Is khel ka, is mail ka aaye mazaa khak aise Tadpe jiyaa aise mera, bulbul koyi qaid jaise ਸੋਹਣਿਆ ਵੇ, ਰਾਂਝਿਆ Are-are, are-are Are-are, ek baar... Ek baar paharaa hataa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Baalama re, zaalimaa Are-are, are-are Aag paani mein lagaa de zaraa see Dekh phir hota hai kya Ho, do ghunt muje bhee pilaa de, sharaabee Dekh phir hota hai kya Mmm-hmm-hmm Mmm-hmm-hmm Mmm-hmm-hmm
Writer(s): Anand Bakshi, Rahul Dev Burman Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out