Credits

PERFORMING ARTISTS
Gulshan Jhankar Studio
Gulshan Jhankar Studio
Lead Vocals
Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Laxmikant-Pyarelal
Laxmikant-Pyarelal
Composer
Rajendra Krishan
Rajendra Krishan
Songwriter

Lyrics

Hmm Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hmm hmm hmm hmm hic hmm hic hmm Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi Muddaton ki pyaas aaj ek jaam ban gayi Ye khushi ki shaam Shaame inteqaam ban gayi Jo baat hum mein tum mein thi Wo baat aam ban gayi Aur zara si de de saaki aur zara si Kaise rahun chup hic Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Pata hai tumko raaz kya hai Mere is suroor ka Pata hai tumko raaz kya hai Mere is suroor ka Ki iss suroor mein zara sa rang hai guroor ka Jo maine pi to kyun nasha utar gaya huzoor ka Aur zara si de de saaki aur zara si Kaise rahun chup hic Kaise rahun chup ki maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki Aur zara si aur Kaise rahun chup ke maine pi hi kya hai Hosh abhi tak hai baaki Aur zara si de de saaki aur zara si aur Aur zara si de de saaki aur zara si Aur zara si de de saaki aur zara si.
Writer(s): Laxmikant-pyarelal, Rajinder Krishan Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out