Lyrics

Hum to mohabbat karega, duniyaa se nahin daregaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega Duniyaa se nahin daregaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega Chupake se aap to dil leke chale jaathe hain Peechhe-peechhe deewaane phir bhee chale aathe hain Chupake se aap to dil leke chale jaathe hain Peechhe-peechhe deewaane phir bhee chale aathe hain (meri juuti se) Juuta paalish karega Aaha, juuta paalish karega, lekin tum par maregaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega Thokar se aur bhee aramaan ye javaan hote hain Duniyaa mein hum jaise ashiq bhee kahaan hote hain Thokar se aur bhee aramaan ye javaan hote hain Duniyaa mein hum jaise ashiq bhee kahaan hote hain (are, vaah re, majanu) Laila, laila karega (laila, oe, laila) Laila, laila karega, thandi aahen bharegaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega Door ho-ho ke, aji, yoon naa satao hum ko Hum jien kaise bhalaa? ye to batao hum ko Door ho-ho ke, aji, yoon naa satao hum ko Hum jien kaise bhalaa? ye to batao hum ko (doob maro) Dubegaa nahin tarega Dubegaa nahin tarega, pyaar se hum nahin daregaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega Duniyaa se nahin daregaa Chaahe ye zamaanaa kahen hum ko "deewaanaa" Aji, hum to mohabbat karega
Writer(s): Anu Malik, Majrooh Sultanpuri Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out