Lyrics

Bura naa maane yaar dosti-yaaree mein Bura naa maane yaar dosti-yaaree mein Masti mein kuch kehtha hai, kehtha hai Chaahe gaalee detaa hai, detaa hai Gaalee mein hai pyaar dosti-yaaree mein Are, gaalee mein hai pyaar dosti-yaaree mein Bura naa maane yaar dosti-yaaree mein (bura naa maane yaar dosti-yaaree mein) Har baath ko jaanchon-parakhon Har baath ko napo-tolo (har baath ko napo-tolo) (bhai, har baath ko napo-tolo) Jis baath ko tum naa samajho Vo baath kabhi naa bolo (vo baath kabhi naa bolo) (bhai, vo baath kabhi naa bolo) Us baath kee keemat jaano Jo baath zubaan par aaye Jo baath banane aaye ho Vo baath bighad naa jae Ho jae naa takaraar dosti-yaaree mein (ho jae naa takaraar dosti-yaaree mein) Ho jae naa takaraar dosti-yaaree mein Har gaalee mein hai pyaar dosti-yaaree mein Bura naa maane yaar dosti-yaaree mein Dete rahe hum ko dhokhaa Tum pyaar ka haath badha ke (pyaar ka haath badha ke) (bhaaee, pyaar ka haath badha ke) Tum donon bade chor nikale Hamaare dil ka chain churaa ke (dil ka chain churaa ke) (bhaaee, dil ka chain churaa ke) Tum kya jaano, hai kya-kya Dil mein armaan hamaare Hum badle sabhee chukaayen Jitne ehsaan tumhaare Ye karte hain iqaraar dosti-yaaree mein (ye karte hain iqaraar dosti-yaaree mein) Ye karte hain iqaraar dosti-yaaree mein Har gaalee mein hai pyaar dosti-yaaree mein (bura naa maane yaar dosti-yaaree mein) Lo hum bhee hain taiyaar dosti-yaaree mein Advance das hazaar dosti-yaaree mein Lo badlaa hai sansaar dosti-yaaree mein Bedaa hua hai paar dosti-yaaree mein Bedaa hua hai paar dosti-yaaree mein
Writer(s): Ravi, Varma Malik Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out