Lyrics

La la la la... La la la la... La la la la... La la la la... Mere angne mein Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2) Joh hai naam wala Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai... (2) Kothe se lagado Arre kothe se lagado seerhi ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai Bistar pe litado Bistar pe litado gaade ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai... (2) Aankhon mein basalo Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai... (2) Kamre mein bithalo Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai... (2) God mein bithalo, haan haan haan God mein bithalo bache ka kya kam hai... (2) Mere angne mein tumhara kya kam hai Mere angne mein tumhara kya kam hai... (2) Joh hai naam wala Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai Mere angne mein, haan mere angne mein Haan mere angne mein tumhara kya kam hai
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out