Lyrics

Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Jaise khilata gulab, jaise shaayar ka khwaab Jaise ujalee kiran, jaise ban mein hiran Jaise chaandanee raat, jaise narmi kee baath Jaise mandir mein ho ek jalataa diya Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Jaise subah ka rup, jaise sardi kee dhoop Jaise binaa kee taan, jaise rangon kee jaan Jaise balkhae bel, jaise laharon ka khel Jaise khushboo liye aaye thandi haea Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Jaise naachata mor, jaise resham kee door Jaise pariyon ka raag, jaise sandal kee aag Jaise 16 singaar, jaise ras kee puhaar Jaise aahista aahista badhata nasha Ho, ek ladkee ko dekha to aisa lagaa Ek ladkee ko dekha to aisa lagaa
Writer(s): Rahul Dev Burman, Javed Akhtar, Anaami Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out