Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Adarsh Sahu
Adarsh Sahu
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Adarsh Sahu
Adarsh Sahu
Composer

Lyrics

Chal dhoond layein Saari masoom si khushiyan Chal bhool jayein Fasle darmiyan Kisne banaya dastoor aisa Jeena sikhaya majboor jaisa Dil ro raha hai, dil hai pareshan Heer aur Ranjha ke ishq jaisa Kehte hain jo panne hote nahi poore Karte bohat kuchh bayan Mil jaunga tujhse Phir unn kitaabon mein Ho jahan zikar tera Tu tu main aur tu Tu tu main aur tu Kisne banaya dastoor aisa Jeena sikhaya majboor jaisa Aankhein meri sapna tera Sapne subah shaam hain Tu hai sahi ya main hoon sahi Kis pe yeh ilzaam hai Aankhein meri sapna tera Sapne subah shaam hain Tu hai sahi ya main hoon sahi Kis pe yeh ilzaam hai Aisi lagan baandhe huye Hoon main khada ab wahan Jis chhor pe tha chhoota mera Hathon se tere hath Jisne hansaya jisne rulaya Jeena sikhaya majboor jaisa Jaana hai jao hai kisne roka Heer aur Ranjha ke ishq jaisa Tu tu main aur tu Tu tu main aur tu
Writer(s): Adarsh Sahu Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out