Listen to Treasure (feat. Natalia Kashyap) by Magnifiers

Treasure (feat. Natalia Kashyap)

Magnifiers

Christian & Gospel

7 Shazams

Lyrics

Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih I met Jesus at an early age since then I've been serving on and off the stage Fixed my eyes on the author of my life That is when I realized he's the treasure that i needed to find Ye Ghar ye paisa duniya ka maal Sab choot jaega woh rakhega sambhaal Na chode vo na tyage kehta uska kalaam Kyuki Yeshu jaisa koi nahi yeshu hai vo naam Idhar udhar yaha vaha dhundte the paisa Ye hota vo hota toh hota kaisa Yeshu ka naam hi hai asli khazana Kisi aur ko nahi mujhe ushi ko hai pana Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih Mere Liye hai aaya paapon se Mujhko chudaya Gaunga mai uske liye hi sada Nayi roshni hai laya Pankhon mein apne chipaya Kaamon ke liye uske mai hu sthir khada Jab mai kahu yeshu ki aap kahe jai Yeshu ki Jai! Yeshu ki Jai! Jab mai kahu yeshu ki aap kahe jai Yeshu ki Jai! Yeshu ki Jai! Jab mai kahu yeshu ki aap kahe jai Yeshu ki Jai! Yeshu ki Jai! Jab mai kahu yeshu ki sab kahe jai Yeshu ki Jai! Yeshu ki Jai! Yeshu mil liya toh sab mil gaya hai Meri Zindagi ka vo hi baadshah hai Apni mushkilo me usko hi pukaru Yeshu naam se darti har bala hai Aaya mere liye swarg ko chodke Gaya mere saare bandhano ko todke Rishta mera aur khuda ka jodke Gaya muh shaitan ka phodke Baat karun uski kyuki vo hai mere dil me He is the light and the truth and the only way Iss duniya mein aake mere bojh ko hatake mujhe gale se lagake badli meri zindagi uthake Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih Duniya mein aake jisne di nayi zindagi Khuda ka beta hai vo Yeshu masih
Writer(s): Akshay Mathews Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out