Music Video

Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Seedhe Maut
Seedhe Maut
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Siddhant Sharma
Siddhant Sharma
Composer
Abhijay Negi
Abhijay Negi
Composer
PRODUCTION & ENGINEERING
Calm
Calm
Producer

Lyrics

Hook Bande namcheen (x2) Sava sher Garje raat din jaise tan sen, dhaae keher Mile peheli baar Par pehle hi jaanti hai vo haan khair Bande kranti bande naamcheen Calm Verse Mile pehle ni par jaanti naam wo Aoa laundo betho chaukdi maar k do teen Jote jala meri baat pe dhyaan do Aake mili mere show k baad thi bohot bheed Mile pehle par me jaanta naam nahi Usse lage usse bohot pata par oh please Mujhe jaanti ni jaanti calm ko bas Me kyu karu vibe ka bandobast Hamesha dost pee rhe jack hi (jd) Hamesha do T rahe bag me Kya usse pasand mera band ya drip ya hype Ya ya dil Ya wo 6 zero bank me Tab alag hi scene the cash k Chaar saal rohini se Kaha se kaha Aage karu " Pch Oye roach khatam ho gaye siddhant" Firr Roach bana boarding pass ka Ma ko chahiye the pachaas mene bheja dedh Yaha lete Khudke papero me karu me bake Khush tha to Khaali karu poori ye jeb Aur party kari saare saathi bhund hoke gaye Hai roz hi ka Padosi mere Tang hoke soye Khoye dost lekin mene kabhi Mauke ni khoye Kilsegi kaisi ni kari jo kranti Jinse mile khaali laabh aise Paudhe hi boye Hook Bande namcheen (x2) Sava sher Garje raat din jaise tan sen, dhaae keher Mile peheli baar Par pehle hi jaanti hai vo haan khair Bande kranti bande naamcheen Encore Hue 4 saal hai ginke Nahi pata reheta konsa din hai Hai Har din jaise weekend hum bana rahe gaane ya fir maarte chill hai Gaane bhare bill to ni khata guilt hai Hu mai bhot ill, ha ye mujhko ilm hai Hai ye gaand chaatne ki karte acting Tera bhai inki banata film hai Dono bhai milke banaenge mill tez Par note rahe jeb me, ni chadhte sar pe Aa kar upkaar aur aake bhidle In Rappero ke chilke nikalke childe Kara game over hu mai overkill pe Par Calm bola bass kar to rok di maarpeet Laundo se ghanta ni likha jara Fir bole hum hai rapper nahi hum artist Beta tu hai rapper ni to darr mat Tera bhai microphone pe narbhaksh Jinke hai khud ke jaate par katt Unko hi lagti koel karkash Seedhe maut, sabke rahe hai sar katt Tabhi hai badnaam bhi scene me kaafi Lekin kabhi nahi maangi hai ijazat To mere ghante se maange maafi Naamcheen Hook Bande namcheen (x2) Sava sher Garje raat din jaise tan sen, dhaae keher Mile peheli baar Par pehle hi jaanti hai vo haan khair Bande kranti bande naamcheen
Writer(s): Abhijay Negi, Siddhant Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out