Featured In

Credits

COMPOSITION & LYRICS
Prince Chhokkar
Prince Chhokkar
Songwriter

Lyrics

Khargoshon ka mai raja hu Koodta mai rahun Thoda to mai gussa hu Aur cheekhta mai rahun Pencil si meri taangein hai Chalne par mai ghisun Aur thoda to mai kaala hu Aur Raaton mein na dikhun Mana kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Mere kamre mein ek khidki hai Jo chaand par khulti hai Mere rang sabse rangeen hai Aur baaki sab berang Ek raet ke pahad par ek quila hai Jitna bhi mujhko mila vo raet mein dhula hai Hote hote ho gye hum puraane Kitne chupaaye maine jhooth Kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi Haa mai kharaab hu par bura to nahi
Writer(s): Prince Chhokkar Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out