Lyrics

You're the peanut to my butter Phir bhi tu itni kyun besabar Ye sarey ganey teray sadkay Phir bui kyun tu yun aisay bhatkay Meray baghair idhar udhar Baby kyun itni th besabar Shaerana sufiyana Khatey teray lai meri jaana Dono jahano kay gham daikar Apny duniya main tu bekhabar Itni kay you're just trynna cover All of your tracks my girl you better Taira jo Ikhtiyar Meray sar tha sawaar Teray sang mar mittay Kaisay main samjhun ye All the times we've been through Sticked around trusted you Ab aakeli tu akeli tu akaile tuuuuuu yeah Kia ye jo sab horaha hai Teray kiye ki saza hai Bhar kay Sabar kay paimanay ye dil apney rastey chal diya hai Oho... Yeah... Oh no no... oho... Yeah Mainay jo sab hai ye kaha na Maqsad tuje hai nai sunana Bas Apney dil ko dun dhilasa Afsurda rehta ye bichara Dhoondun iska naya thikana In zakon ko marham lagana Taira jo Ikhtiyar Meray sar tha sawaar Teray sang mar mittay Kaisay main samjhun ye All the times we've been through Sticked around trusted you Ab akeli tu akeli tu akaile tuuuuuu yeah Kia ye jo sab horaha hai Teray kiye ki saza hai Bhar kay Sabar kay paimanay ye dil apney rastey chal diya hai Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana Dil-e-baymudda kis ada pay tha main fana tha main fana Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana Dil-e-baymudda kis ada pay tha main fana tha main fana Ab ham juda ham juda is judai main fana main fana Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana main fana Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana pay the main fana Dil-e-baymudda aae teri kis ada pay tha main fana pay the main fana
Writer(s): Hasan Raheem Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out