Top Songs By SOFTURN
Credits
COMPOSITION & LYRICS
Manas Lohar
Songwriter
Sahil Ashtekar
Songwriter
PRODUCTION & ENGINEERING
SOFTURN
Producer
Lyrics
(Crowd Noise), (Clock Ticking)
Freedom market main kabhi nahi bikta
Season keliye main kabhi nahi rukta
Reason pahele main kabhi bhi dekhta
Vision clear hai jaise ki sapna
Freedom isliye target hai apna, Azaadi woh mera hai sapna
Malhari andaaz hai apna, Darkali mar atta wagha

Yeh meri yeh baatein aur meri jubaan
Yeh meri talwar aur meri bhi dhaal
Hath uthana humpar toh woh bhi bekar
Jhund main rahoge toh hoga shikar
Yeh nature hai, Insaan toh yaha ka kichad hai
Selection karna toh major hai, Frustration yaha pe featured hai (yeah)
Akele jata main solo (ay), Akele rehta main yolo (ay)
Time gujarta in slow-mo (ay), Overthinking ab no more (ay)
Nightout leke bass ghumo (ay), Shoutout to Nexo ab bolo (ay)
Freedom speech leke ab bolo (ay), Kerosene usme main bhi chodo (ay)
Sunta jaa aur karta jaa, Banta jaa aubalta jaa
Girta jaa ubharta jaa, Azaadi chahiye ha ya na
Sunta jaa aur karta jaa, Banta jaa aubalta jaa
Girta jaa ubharta jaa, Azaadi chahiye ha ya na
Freedom market main kabhi nahi bikta
Season keliye main kabhi nahi rukta
Reason pahele main kabhi bhi dekhta
Vision clear hai jaise ki sapna
Freedom isliye target hai apna, Azaadi woh mera hai sapna
Malhari andaaz hai apna, Darkali mar atta wagha
Freedom market main kabhi nahi bikta
Season keliye main kabhi nahi rukta
Reason pahele main kabhi bhi dekhta
Vision clear hai jaise ki sapna
Freedom isliye target hai apna, Azaadi woh mera hai sapna
Malhari andaaz hai apna, Darkali mar atta wagha
1947 akhoke samne, Wapas dohrana abhi bhi baaki
Dedsoo saal wapas lena baaki, Bhulenge nahi jab tak yeh sab jaari
Yeh sab jaari wapas sab leni ki hamki tayari
Bohot hogi ghatak yeh teri tabahi
Tab pata chalega kya hai gulami (ay)
Asli karvahi ghusske hi marenge tumko bhai
Akhada bharat hai karneki tayari, Sabse ucha triganga dikhai
Sher ab nahi manega yeh bhai, Shikar karke hi rukega bhai
Inkar Ab kiya toh khatam hai bhai, Swikar ab karna hi padega bhai
(Ay)
Freedom market main kabhi nahi bikta
Season keliye main kabhi nahi rukta
Reason pahele main kabhi bhi dekhta
Vision clear hai jaise ki sapna
Freedom isliye target hai apna, Azaadi woh mera hai sapna
Malhari andaaz hai apna, Darkali mar atta wagha
Freedom market main kabhi nahi bikta
Season keliye main kabhi nahi rukta
Reason pahele main kabhi bhi dekhta
Vision clear hai jaise ki sapna
Freedom isliye target hai apna, Azaadi woh mera hai sapna
Malhari andaaz hai apna, Darkali mar atta wagha
Lyrics powered by www.musixmatch.com