Lyrics

Jo tum sath the Jo hum paas the Kitne mere Tum kareeb the Fir kya hua Is darmiyaan Hue door hum aur tum Hoke besabab Kho diya hai sab Maqsad kuchh na raha Jeene ka ab Hain kyun tanha ham Tum mere the kabhi hum nashiin Kyun nahi hai tumhe ab yakin Mera dil tha kabhi tera ghar Aata kyun hain nahin ab nazar Kya tujhe hai khabar tere bin Har dua hai meri beasar Nazar aakar thodi rahat kar Ho sakun phir tera main Zyada nahi Thoda karen Jitna sahi Saath chalen Phir na kabhi Ek duje se Na door Hum aur tum Tu mili thi tab Pa liya tha sab Dil hai jo haan kare galti ab Kar de maaf use ab Yeh dil hai jo teri na sune Aawara hai shaitaniyan kare Zindagi hai pareshaniyan bhari
Writer(s): Akhil Sharma, Rishi Kumar, Vishnu Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out