Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Seedhe Maut
Seedhe Maut
Performer
Sez on the Beat
Sez on the Beat
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Sajeel Kapoor
Sajeel Kapoor
Composer
Abhijay Negi
Abhijay Negi
Songwriter
Siddhant Sharma
Siddhant Sharma
Songwriter
PRODUCTION & ENGINEERING
Sez on the Beat
Sez on the Beat
Producer

Lyrics

Sez on the beat boy! Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum Nahi hai Dil itna thos Hain bhaide trust issues to hain bhi mere teen hi dost Inhe ni pata kitna mushkil hai yaha jeena roz Jitna likhu utna kamm hai jaise 10th k boards Aur ye dard yu badhta jaara hai jaise sez ki tond aur drishtikone ye Jitni baar bhi bolu sahi hu sahi me hu sahi ka Vilom me Mahine se padha gadho k jaisa yaha Parde lagake thassa du laundo ko bola matt Aoo mujhe Bolna jab chahiye bachao ghute dammm Sage bhi kuch na kar paaye Bakaeti khush na rakh paaye Baaki to roz ka marna hai Tabhi to maut ka darr na hai Kabhi to Ghuttan ho kamm Yaha pe to roz ka dhanda hai Subah se raat tak ladna Kisi se baat na karna Kari to harr choti baat aake lage to behtar hai Chup hi rehna na Ssshh Saala me karu kya Ya bana diye 3 se zyada projects aur ek namuna Chahe kitne poore karlu sapne Ni pohocha kabhi me तट pe Ye darr hai mere alawa koi ni samjhega ki kitna ghutte daaammm Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum Hai lagta jaise pyase ko paani pilake kuue me duba diya ho Mujhko ho sake bachalo Nahi bachi abhijay ki jaga kahi Tabhi sahi me hu nahi mai jolly Ab sada ke liye hu encore Upar se music business itni kutti cheez hai Ispe patta to lagade yaar Ni karne deti kaam ye yaar Uchi ho rhi ye chaar diware Jaise chaar minar Yaha sar pakad ke baitha hu Vaha gaane jaare laakho paar Kabhi bhi khudse khud ko khoj ni paya to khaak insaan hu Abhi bhi takiye ke cover pe hai sukhate aansu Seene me kabse rahe hai marr janab Akal kharab Charas sharab Alag mijaaz Gazab kala rakhe sada Hume amar aur zindabad Andar se hai zinda laash Par antar aata Jab nirantar shram hai laata laabh Hum pehele sochte ke upar mehsoos kaisa hoga Ab hai baadalon pe lekin kuch mehsoon nahi hota, khaali Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum Roz roz ghute dum Dum ghute roz Roz ghute dum Dum ghute roz Roz roz ghute dum, dum ghute roz Dum ghute roz Roz ghute dum
Writer(s): Sajeel Kapoor, Abhijay Negi, Siddhant Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out