Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Seedhe Maut
Seedhe Maut
Performer
Sez on the Beat
Sez on the Beat
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Sajeel Kapoor
Sajeel Kapoor
Composer
Abhijay Negi
Abhijay Negi
Songwriter
Siddhant Sharma
Siddhant Sharma
Songwriter
Aabha Pusalkar
Aabha Pusalkar
Songwriter
PRODUCTION & ENGINEERING
Sez on the Beat
Sez on the Beat
Producer

Lyrics

Saanso ke saath bhi aur marne ke baad bhi Rahunga amar mai Chahe ye khaal aur ye maans sade kabar me Hum sirf manushya nahi hai Hum ek sadabahar sansanikhez khabar hai Dosto pe chudakte jaan Vo meri sangat ka asar hai Dil me hai agar sanskar Vo paidaish ke tehet hai Par is dosti aur paidaish dono ki hori aazmaish Cheeze bad se badtar hoti par karu na mai numaish Bas dabau baatein kuch dil me Fir kohre me vo kho jae Fir khoju kabhi khudko To bas lagta hai dumm ghutt raha hai Kabhi kabhi mai sochu kya ye mujhe sach me karte mehsoos Ya fir ye nikal rahe hai apna matlab, kar rahe hai mera use Mai Bachpan se nahi tha hoshiyar Par ab nahi hu mai koi bacha To jawab ho tera jobhi bas hona chahiye vo sacha Aur hona chahiye vo dil se Aur hona chaiye vo pakka Agar tu chahe ke mai aau To fir keh mt mujhe ki mat aa Mili ek pari uparse aur maine uska dil kuch aisa tod diya Ke bhagwan aur shaitaan dono ne mujhe akela chod diya Hue kuch aise haadse jinhone andar jhi jhor diya Aur mann hi mann, khud ke patan ka rasta bhi khod diya Yaani jo bhi kare kaam dete usme poora sau Ab Lagg chuka hai ab poora zor aur Hai bohot hi garv humpe saahil bhai aur apoorva ko to Saanso ke saath bhi aur marne ke baad bhi rahenge amar hum Inhe bata bhai. Calm Verse: Ek park me cypher karte the mila me wahi iss bande se pucha sawaal Ek Asaan sa Jawaab na ispe na merpe Ruke hum kiske liye the the sapne dono k ek hi To thi ummeed ek doosre se Aur dost the saath kuch shuru se Par ek do saanp aur pissu the Jab ghar se door tha aas paas Sez Yungi Rawal kode guru the Yaad hai jab scene hip hop pe hasta tha Ab ni hote festival humaare bin Ab dekh kon hasra kispe khaara hai mehnat ki aur note raha hai gin Wahi launde jo sadko pe cypher karte the ab jeet rahe harr din Aur jee rahe wahi zindagi yaad hai kya bola tha uss din me Chain se khulti bottle ab aur chaine chamke banti filme Launde heere bawe Bhooke the scene hi khaage Hain dilli me teen hokage Thake ni Laundo ka bhaar uthaake Saalo Ki lee jhukaake scene puchra hai Saalo se album kahan hain ye kab niptaayenge Yaha hum bhi karre intezaar ye shabd kab aap tak jaayenge Aur pohoche jab yaad rakhna aap hi ki wajah se ye launde chaaye hai Aap hi ka to saath hai kaayam Sm nation baap hain bhai hum Aur mujhe malum inki fatti jab ek geet aaye Kya hoga Jab 17 gaane feke seedhe maut aur sez on the beat boi Bas jeetna hai Aur ni hota sabar Khote khudko ye gaane ni likhe hote agar Hoga afsos ni kal ko agar me marr bhi jau kal Saanso k saath aur marne k baad bhi Rahenge amar Nayaab
Writer(s): Sajeel Kapoor, Abhijay Negi, Siddhant Sharma Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out