Listen to Mein Bas Kehna Chahta Hoon by Bella

Mein Bas Kehna Chahta Hoon

Bella

Hip-Hop/Rap

6,728 Shazams

Lyrics

Main leta jayada Chinta Haan main maa ki parvah karta hu Teri baatein mujhe judge krke dukhi krti hain Mujhe nicha kyu dikhana hain Hum Saath mein badhege par Logo mein toh khamkha ki gundagardi hain Yeh karte baatein ha bas baatein Par yeh ghnta kuch kare Meri janta mujhe itna jayada maan baithi hain Meri Dua lage har ik bure aadmi ko bhi Maa toh maa hoti hain Wo sabko pyaar deti hain Meri maa ne yeh sikhaya Beta tu nahi akela Jiske peeche puri duniya Apne kaam chhodegi Aisa bnn ki yeh duniya Tujhko bhul na sake Taaki tu na ho par Naam pe salami chhodegi Hum aaye dur se garib the Par marna apne haathon mein Sone ki kabar apne naam karta hun 11 din lagataar han m kaam krta hun Phir m khudse thodi baatein Aur aaram karta hun Kaise chhodu yeh sangeet Tumko kaise yeh samjhau Mere liye jo bana hain Wo bas mera rahega Teri aankhein mujhe ghur ke laal hogayi Mere chehre pe tu kon Yeh sawaal rahega Nasha bhut kiya maine Mujhe rokte hain dost mere Bella tere aage kuch Zaroori hain ya nahi Diya mauka maine logo ko Haraane ka mujhe tha ki yeh Jaan saku phela yeh zaruri hain ya nahi Yeh koi gaana nahi hain Dost meri khaamoshi hain Jo tere seene mein ek aag Apne aap chhode gi Main yakeen karta hun Apne aap pe bahut Khuda karega barsaat Mujhpe lakhon taufo ki Taara tod ke ajeeb log hain Haste jaa rahe hain Inko sayad apne se jayada Kisi ki nahi padi Aaya hosh mein m jab Mujhe girna aa gaya Tumhein galat fahemi hain ki Mujhe Choot na lagi Phela khun mere kandhoon pe Bandook rakhi hain Mere saath hoke bhi koi Mujhe Janta hi nahi Main bhi Teri tarah kush Main bhi teri tarah dukhi Par yeh baat mere siva Aur koi maanta hi nahi
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out