Teri hasi ki aanch se
Main meri aankhen sek loon
Baatein chipa ke main teri
Dil ki kitaabon mein rakhun
Kyun na kabhi aisa karun
Dil jo kahe waisa karun
Ooo
Ooo
Ooo
Ooo
Tujh pe gire besharam baarishen
Yeh badtameez hai
Inko jalaa doon main abhi
Choo ke tujhe jo chale
Yeh hawaa teri mareez hai
Isko bujha doon main abhi
Tu hi bataa tere liye
Kya kya karun
Kya na karun
Kyun na abhi aisa karun
Dil jo kahe waisa karun
Ooo
Ooo
Ooo
Ooo