Lyrics

Ab sama tou, par tum ho na yahan Gham tere hein milay par to tou na mila Hona tha juda kismaton mein gar Tou kiya hi kyun mere dil mein yun ghar Yakeen kar mera mein tere liye Puri is duniya se jaunga lar Waqt bura hai, waqt siyah hai Waqt k kahan koi kahan tika hai Ponch k manzilon k itna paas Mein tou tanha aur bethe ho tum bhi udaas Kyun bethe ho tum ab udaas Wafaon ko samjha mazak Wafayein kyun bani azaab Ab sama tou, par tum ho na yahan Gham tere hein milay par to tou na mila Waja tum bani zakhmon ki meri, Dun dua mein ya baduayein hi dun Suna hai baray tum shayar banay Kahaniyan meri bhi likho bhi Phool mein kaatein, kaaton mein tum ho Ghar tou jala dun par yaadon mein tum ho Qasam tumhein hai ab dil na lagana Apne mein rehte khayal ghum ho Auron ki parwah aur karte nai tum lihaaz Kyun karte nahi tum lihaaz Ab sama tou, par tum ho na yahan Gham tere hein milay par to tou na mila
Writer(s): Danish Roomi Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out