Lyrics

Soch kitni bewafa Par apna bhi toh falsafa Kar mushkilein rafa dafa Main apne peeth thap thapake Kaato pe main chal pada hoon Aandhiyon mein main khada hoon Hosla buland hain lekin Main bhi toh zara dara hoon Kisse poochu kisse mere? Kya likha hainn hisse mere? Kisse baatu sapne mere? Sab yaha chhipe lutere Raat ke yeh hain andhere Kaun hain apna kaun gaire? Kitne bikhre dil ke chitthre? Dafn sapne phir se ubhre Maine kar di kya khata? Koi mujhko yeh bata Bin sapno ke main kya jiyu? Hain zindagi kaza Hain zindagi saza Mujhko aaye naa mazaa Bas sapne apne paana chahoon Jine ki wajah Bewafa Main farah Bewafa Chal pada Bewafa Main farah Bewafa Naa ruka Main hoon yaha par hoon nahi Kaisi hain yeh bekhudi? Karke jaata gudgudi Ye raaste mudi tudi Main kati patang jaise Man mein main umang leke Sochu main palang par baithe Duniya se malang hoke Kisse poochu kisse mere? Kitne log kitne chehre? Hothon par hain hasi Par zakhm mere kitne gehre? Raat ke yeh hain andhere Kaun hain apna kaun gaire? Kitne bikhre dil ke chitthre? Dafn sapne phir se ubhre Mujhko mil gayi disha Naa poochna dasha Sapno se ishq hain Ise bolo naa nasha Hain zindagi saza Mujhko aaye naa mazaa Bas sapne apne paana chahoon Jine ki wajah Bewafa Main farah Bewafa Naa ruka
Writer(s): Karan Kanchan, Swagat Yein Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out