Lyrics

Ek lamha ankahan kuch tham sa gaya – 2 Gumsum tha magar sab kuch keh gaya Hone laga mann bavara Na jane mujhe ye kya hua Maula maula mere maula Maula mere maula – 2 Ek lamha ankahan kuch tham sa gaya Gumsum tha magar sab kuch keh gaya Hone laga mann bavaran Na jane mujhe ye kya hua Maula maula mere maula Maula mere maula – 2 Khamoshiyan bunanelagi hai Andekha sapana ek naya Tham si gayee hai hava bhi ab to Mere tumhare darmiyan Madahosh ye mausam naya Na jane mujhe ye kya hua Maula maula mere maula Maula mere maula – 2 Bhiji si bundo main Jagi si nindon main Ehsaas tera hi samaya Khwabon ki shehro main teri hi aahat hai Mai ban gayee tera sayaa Mere khuda ye kya hua Mai to mera hi na raha Ab to mere dil me kahan Maine khuda ko paa liya Dil bata ye kya hua Maula maula maula maula Hone laga mann bawaran Na jane mujhe ye kya hua Maula maula mere maula Maula mere maula – 2
Writer(s): Narendra Singh Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out