Lyrics

Haan pasand hai ruk jaana Thoda time khudmein khojana Bethe bethe din bitaana Chhodu piche zamana Jaise chaahu din bitaaun Subeh ko sou Ya Puri raat khaaun Phone bhi na uthaaun Bus dil ki karta jaaun Haan pasand hai ruk jaana Pasand hai ruk jaana Khoya rahu mein Khud he ke sawaalo mein Par na samjha mein Yeh dil he jawaab hai Yeh lamhe jo saath bitaaye Kya aage bhi woh aane waale Sikhaate yeh kuch har pal Aur bhulade yeh Gum mere saare Pasand hai ruk jaana Haan pasand hai Ruk jaana
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out