Lyrics

Jeb mein paisa nahi hai Phir bhi nahi manu main Kharcho pe karta kharche Meri yeh bimari hai Aata hai payment usse pehle karta planning Khelu main everyday toh feels like m winning Dekha nahi tha paisa sabki navai Brands se sagai Sab hai basayi Kamata phir bhi rehta hu kangaal bhai Mid-class tha mera status Likhta hu mera fate ab Par kitni raatien intezaar mein bitaayi Banna naseeb ka ab mujhko jamaayi Yeh jhoothe vaade jhoothe rishte saare jaane de Acchi baaton aur acche logo ko bus aane de Koi mere jaisa nahi hai khud he na pehchaanu Main roz mein jeene waala Chahe meri lagi reh Main Aisa hu main Main Rehta hu main Ja ke puch mere baare mein Pehle koi na jaanta tha Baaton ko karke ignore Meri koi na maanta tha Chhaape note Baate note Ab banke khade yeh dost Leke inki chhoti soch Dil mein rakhte yeh bade hopes Meri kahaani ab sunle Duniya bulaati thi gunde Dikhe inhe jahaan kichad wahaan kud ke ucchaali thi boondien Tunnel vision mera goal pe Toh kaise kisike lafzo se Haa! Dil kya meri chamdi bhi na toote Izzat kya meri jeb bhi na loote Har kone mein bethe haters ruthe Lage inko aag dekhe mere naye jhoothe Phir call karke sirf itna puche Itna puche Bhai kuva kidhar hai Maa ki dua mujhpar hai Mere gunah qubool hai Phir kaise hua kufr main Aisi baaton ka hua mujhpe seedha asar hai Bana befikr Main bejijak Main karta woh sab jo kiya Kaun idhar hai Kaun idhar hai Main Aisa hu main Main Rehta hu main Main Aisa hu main Main Rehta hu main
Writer(s): Aariz saiyed, Faraaz Meer Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out