Music Video

Dagaabaaz
Watch {trackName} music video by {artistName}

Featured In

Credits

PERFORMING ARTISTS
Deadbot
Deadbot
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Mihir Sawlani
Mihir Sawlani
Songwriter
Neelesh Paradkar
Neelesh Paradkar
Songwriter

Lyrics

Ab toh mai Dekhu sabki zindagi hi esehi (esehi) Yeh zindagi mai hote saare log matlabi (matlabi) Han maine keh di yeh baat kafi bar Hai Daga ki mehfilo mai bik raha yeh pyaar hai (pyaar hai) Yaha yeh log meri saason bhi jal rahe hai Sab ki gawahi mere panne hi toh Sun rahe hai Kesa khuda yeh dhokebazo ko hi maafi de de Aur joh hai toot te voh khoojte jawab hai Kya tujhe cheen loun Ya tujhe mar doun Kya tujhe jeene doun Kese sukoon loun Mujhe tum rook lo Mujhe na jaane do Mere yeh sir pe toh Khoon sawar ho Na tujhe jeene doun Har jagah mai hi houn Haan teri galtiya Karna qabool tu Na kare tu yeh toh Mai tujhe mar do Na tujhe jeene doun Mai tujhe cheen loun Kese mai jaane doun voh aakho mai hi dekh ke Kehti mujhse jhoot hai (kehti mujhse jhoot hai) Mai kehdu usse kya kiya hai tune toh fir kehti kya tera saboot hai (kya tera saboot hai) Mai bhi na dekhu uski aakho mai Voh jabse hone lagi dagaabaaz hai (dhokebaaz voh) Hai man liya joh hai hojate kareeb Unka bachta na imaan hai (thoda sa imaan hai) Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr) Likhte gaane tabhi likhte gaane tabhi hai (yuh) Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr) Likhte tabhi gaane likhte gaane tabhi hai (yuh) Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr) Likhte gaane tabhi likhte gaane tabhi hai (yuh) Bachta na imaan bachta na imaan hai (brr) Likhte tabhi gaane likhte gaane tabhi hai (yuh) Had to write this song yaar Because alwa- she always wanted ma to write a song on her Theek hai? Toh mereko 15 likhne padh gaye pata hai Bewafa hai ashiqi Hai nakli teri saadgi Ab beth ke mai soochta Kyu saasein tere pas li Yeh sazishon raani tu Hai jhooti teri kasme bhi Jab mere saath hai toh uski baahon mai kyu sooti tu Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (brr) Adatein farebiyo ki leke bethi na (yuh) Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (brr) Adatein farebiyo ki leke bethi na (yuh) Jab kaatu teri nase Toh yeh chaku ho rangeen hi Voh raqt tere jaisa Badle rang hi toh har ghadi Guroor is baat ka Ki likh raha houn gaane joh Voh kehde saare sach bhi Tu dar rahi akele hi Yeh jaane anjaane mai hai Kardi tune galti Honge kafi ashiq par na hoga mere jaisa bhi Kagaz bhi hai mere voh toh has rahe hai tujhpe hi Itne sab ke baad bhi tu bholi ese ban rahi Na mai maanu teri na mai maanu teri haan Adatein farebiyo ke leke bethe na Na mai maanu teri na mai maanu teri haan Adatein farebiyo- Isko wapis suna isko beat ke saath suna Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (Brr) Adatein farebiyo ke leke bethe na (yuh) Dhokebaaz hai tu teri dagabaziyan (brr) Kholdu mai saare tere raaz yaha (Yuh) Na mai maanu teri na mai maanu teri haan (yuh) Adatein farebiyo ke leke bethe na (Leke bethe hai) Dhokebaaz hai tu teri dagabaziyan (yuh) Kholdu mai saare tere raaz yaha (Yaha) Raaz yaha raaz yaha Kholdu mai saare tere raaz yaha raaz yaha raaz yaha Kholdu mai saare tere raaz yaha Jaane de
Writer(s): Mihir Sawlani, Neelesh Paradkar Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out