Credits

PERFORMING ARTISTS
Deadbot
Deadbot
Performer
Atharv Tiwari
Atharv Tiwari
Performer
COMPOSITION & LYRICS
Harshit Jindal
Harshit Jindal
Composer
Mihir Sawlani
Mihir Sawlani
Lyrics
Atharv Tiwari
Atharv Tiwari
Composer
Saanvi Swaroop
Saanvi Swaroop
Composer
PRODUCTION & ENGINEERING
Atharv Tiwari
Atharv Tiwari
Producer

Lyrics

Kripya dhyaan deejiye ham hamare captaan Joh khudpe gaane likhne mai masroof hai Voh kuch hi samey mai vimaan pe aayenge Tab tak apni kursi pe bethe raheye Aur kursi ki peti bandhe rakhe Aur apne mobile phones switch off mode pe rakhe Dhanyewaad Abhi abhi toh likhna chalu kiye gaane aur yeh Man hai mujhse kehta ki ruk ja bas ab hogaya hai Abhi abhi toh ishq hua in shabdo se aur Keh rahe yeh panne ki sab chod de ab na jagah hai Oh dukh tu rehta mere man hai sukoon tabhi badan mai Baki yeh hasi bhi jaaye hi qafan mai na Ab kya mai khush hi rehne wala toh na mujhko ab hai jeena Mera man bhi kamina isse jhela na jaaaye Khoo doun mai khudko inki baaton mai ya Khoju aur dukh kya pata yeh dil kitna aur seh sakta hai Maaf karna gar kar bematlab ki yeh baatein Kisko na chaheye khushi par mera magaj na maanta hai Mai reh chuka akela itni raaton ko Ki ghar ki yaadon ki diwaro mai bhi houn khada akele hi mai Saamne ho sheesha houn mai khudse rubaru aur khudse hi mai kehdu ki Kya (Yuh) Kho gaye hai Lavz kaha yeh mere Dhundhe fir inko ab ham kaha Doobe doobe Doobe khayalo mai hi Ka-ga-zi yeh baatein yaha Dekho tum mujhko Likhne ko na kuch Hai fir bhi shikayat Na maane yeh shayar Tu hai hi kya Na kuch bacha Lavz kaha Musalsal raha Thak houn gaya houn mai na Ab khoju hi mai Khudme kya Darbadar bhatak ta Ab aasra hai dhunhna Tu hai hi kya
Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out