Lyrics

Mai thak gaya houn bhag ke Ab iss dard ko ham kya he naam de Joh akele he sehna hai sab kehte hai Yeh aasu toh paani hai inko bas behna hai Phir kyu ked kar rakha hai maine inko palko mai Shayad kyuki yeh bhi mujhe chod jayenge iska dar hai yaadon mai Kismat banai jaati hai likhi nahi himmat jutai jati hai milti nahi Isiliye mai in ankho ko samjhata houn ki ek din Ek din Mai voh dariya dhundh lunga jiske kinare mai Aur bas mai he rahunga Jaha mujhe marne ka dar nahi hoga Jaha mere roone ko koi rook na raha hoga Voh kagaz voh paane kitabo mai khali padhe hai Jis kitab ko maine khushi ka naam diya Uss kitab ko mai vaha bharunga Jaha mere dil ne mujhe pukar liya Mai chahta mai bas vaha khush rahu Mai chahta houn bas meri aakhe vaha nam na ho Par jab bhi koshish karta houn yeh dard kabhi khatam na ho Yeh kesa mera man hai khush hota hai toh roona chahta hai Aur hasta hai toh khudh se he mou modna chahta hai Yeh kyu hai yeh kya hai yeh kis liye hai Yeh mujhe jaana nahi mujhe bas apne man ko manana hai ki tu khush reh Tu Khush reh tu zinda hai tu jeete reh Tu mera hai bas tu mera reh par mai yaha khush nahi Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele ham Akele Akele Akele Haath voh kaape mera (kaape voh) Dimag bhi chalta raha (chalne do) Aasu chupana bhi tha (chupne do) Dard batana bhi tha (batana bhi tha) Man bhi yeh maanta na (na maane voh) Ki tu yeh raaz chupa (chupa bhi de) Tu vaha khush bhi na tha (khush bhi na) Tu ab awaaz utha (utha le na) yeh toh kamzori hai Teri joh tujhe girati voh tujhe dubati Adat voh teri hai banna he chahti Sukoon ki neend bhi ab na hai aati Kyu Khudko tu khudko ab cheen le (cheen le) Dar bhi tujhe na hai jeene de (jeena de) Yeh toh ab meri he sazishien (sazish hai) Marne ki kesi guzarishein (guzarish hai) Chahau Mai marna Na chahu mai jeena Ha dekhu voh Sapna jaha mushkile bhi na Satati mujhe na girati mujhe hai hasati mujhe na rulati mujhe Mai toh adhura houn apne in toote se jhoote sapno ke bina Mai toh bas soochu joh baatien dimag mai chalti he rehti hai na MARNE KI MARNE KI SAASIEN KYU CHAL RAHI MARNA HE MARNA HE MUSHKIL HAI KESI YEH ZINDAGI MARNE KI MARNE KI SAASIEN KYU CHAL RAHI MARNA HE MARNA HE MUSHKIL HAI KESI YEH ZINDAGI Ab mai ek nai zindagi jee raha raha houn Yaha ek nai si duniya hai Ab mai voh purani yaadien bhul raha houn Yaha ek sukoon sama hai Yaha yeh rangeen badal meri khushiyo ke hai Aur inki baarieshon mai meri muskurahat barasti hai Par ek dar hai yaha Ek ajeeb sa khauf hai yaha Isiliye shayad bas mai iss adhuri kahani ko adhura rehne dena chahta houn Kyuki shayad is pal me mai khud ko Kho na do mai isse ghabrata houn Haath bhi joh the voh mitti ke the aasu padhte he phighal Gaye Yaha jab bhi sawera ho mai bolu ham yaha kyu rahe Rehna nai chahta mai (rehna nai chahta mai) Rehna nai chahta mai (rehna nai chahta mai) Jhooti kahani hai jhoote yeh sapne hai Rehna nai chahta mai Behna nai chahta mai (behna nai chahta mai) Behna nai chahta mai (behna nai chahta mai) Jhooti yeh nadiya jhooti yeh baarishein Behna nai chahta mai Rehna nai chahta mai rehna nai chahta mai Rehna nai chahta mai Jhooti kahani hai jhoote yeh sapne hai Rehna nai chahta mai Behna nai chahta mai behna nai chahta mai Behna nai chahta mai Jhooti yeh nadiya jhooti yeh baarishein Behna nai chahta mai Kuch kahaniya adhuri he sundar hoti hai Unhe adhura he rehne do Kuch sapne jhoote he saache lagte hai Bas Aakh mat khulne do
Writer(s): Mihir Sawlani Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out