Lyrics

Haan likh raha gaane mai ab tujhpe hi Par kya likhu uspe mai joh tha mera nahi Voh aadatein teri bhi kabhi na hi badli Nadamat hai tujhse joh ishq kiya tha kabhi Afasane likh diye hai dhoke ese har pal hi the Jab voh na sang ho mere usko saari bahaein keeche Voh ladti bhi na unse mujhpe hi bas naam lagte Farebiyo ka yeh joh ishq voh toh na ham samjhe Kamar pe haath bhi ho Jism se khelti ho Nashe pe naam lagte Par tu galat hi na ho Jab mai houn ladta tujhse Ashq dikhati hi hai Ki kitna ishq tujhko Jaane se dar rahi hai Yeh kesi ashiqui hai Tu hi na chahe mujhko Hai kesi bewafa tu Har din koi aur hi hai Sambhalu kese khudko Ham toh dhoke mai hi hai Jism se khelti voh Dil ka na soochti hai Farebi hi hai haan voh farebi hi hai Dil ko voh tode ese haan voh farebi hi hai Musalsal ho yeh dhoka Haan voh farebi hi hai Voh toh farebi hi hai haan voh farebi hi hai Jab mai houn dhur tujhse voh toh tere pass mai hai Jab mai houn paas tere uske baare mai tu sooche Maine badal diya hai ya tu phele se hi ese Maine gunah kiya hai tujhko itni maafi deke Meri kitabo mai bhi Hikayat teri na ho Esa mai hone na doun Dikhani gandagi hai Mujhko toh yeh pata hai Jab dekhe aakho mai tu Toh dikhta tujhko kya hai Na voh mera chehra hai Yeh kesi ashiqui hai Tu hi na chahe mujhko Hai kesi bewafa tu Baahein badal rahi hai Sambhalu kese khudko Ham toh dhoke mai hi hai Labo pe voh hai tere Par lavz mere liye Farebi hi hai haan tu farebi hi hai Sab jaane kesi hai tu Haan tu farebi hi hai Haan dhokhebaaz hai tu haan tu farebi hi hai Na karta maaf tujhko Kyu tu farebi hi hai Thode se toote ham The Pura bikhera tumne Qurbat joh Karli tujhse Marna maqsoom hi hai Ulfat pe naam lagte Par neeyat teri hi hai Gulshan voh ghar huye the Sunsaan hi pade hai
Writer(s): Mihir Sawlani Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out