Top Songs By JANI
Similar Songs
Credits
COMPOSITION & LYRICS
Hasan Raheem
Songwriter
Umair Khan
Songwriter
Sultan Sultan
Songwriter
Muhammad Ali Khan
Songwriter
Lyrics
Ansoun ko laikay tum
Kahan ko chal diye
Tum aisay to na thay
Meri kitabon kay who phool
Jo tumne thay diye
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Abhi bhi waqt hai abhi bhi tum ho, abhi bhi hum hein
Abhi bhi lub hein, abhi bhi jaan hai, abhi bhi dum hain
Tu dill per angaar jalade, zulm ki ab ek deewari giradey
Mana sb dhong hai Jana bas baatoun k hi tou hum adakar bulade
Arey bas dill hai torhdo
Tum Meri khamoshi ka shor ho
Me likhna hi chorhdun usdin jisdin tum Sunna hi chorhdo
Tum Mere khayalo ki mulkiyat Jan'na ab idher haqeeqat Kuch aur hai
Woh meri wafaoun k layke nahi kyun ab lgta jafaoun ka daur hai
Woh kaghazon ki kashti, woh ashko ka samader
Woh sb kutabi baatein Kahan hoye mukamal
Jhanko me kamre ki khirhki se bhr
Soji hein ankhein or bikhre hein Baal
You more you look the less you see haan
Zindagi apni Khushi se jee naa
Phr kisi gali me mehekte hoge tum
Tum siyahi me basey ho kaghazo pey gum
Miloun ka safar hai thehr jao na tum
Me pochta houn Kahan chldie
Tu phr btao na
Ansoun ko laikay tum
Kahan ko chal diye
Tum aisay to na hay
Meri kitabon kay who phool
Jo tumne thay diye
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Hijr ki shabb dam badam yaad aye thay tum
Diye zakham har qadam bohat sataye thay hum
Ham rahey na rahey konsa kisi ko gham
Darasal ham fikrmand teray liye is janam
Kat raheen jo ratein meray teray darmian main
In main dam kahan ye dhoondainn ab bhi tu jahan hai
Baat itni si ye ratein teray bin weeran hain
Inmain jalti roshni bhi thee teray guzarey
Ham nasheen tumari baton say hi tha sahara
Asmaan dikha tumne kyun zameen pay maara
Umeed day chukay thay kitni aik doosray ko
Ham "do" nai aik hain siwa tumarey nai guzara
Wish i could make it all right but you know
Hamarey bas ki baat hi nahi
I'm not complaining is dil ko dard hai
Ab jo tera saath nai
Toh phr btaon na k
Ansoun ko laikay tum
Kahan ko chal diye
Tum aisay to na hay
Meri kitabon kay who phool
Jo tumne thay diye
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Abhi bhi wo mehaktain hain
Teri yaad main
Teri yaad main
Writer(s): Hasan Raheem, Muhammad Ali Khan, Sultan Sultan, Umair Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com