Lyrics

Ansoun ko laikay tum Kahan ko chal diye Tum aisay to na thay Meri kitabon kay who phool Jo tumne thay diye Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main Abhi bhi waqt hai abhi bhi tum ho, abhi bhi hum hein Abhi bhi lub hein, abhi bhi jaan hai, abhi bhi dum hain Tu dill per angaar jalade, zulm ki ab ek deewari giradey Mana sb dhong hai Jana bas baatoun k hi tou hum adakar bulade Arey bas dill hai torhdo Tum Meri khamoshi ka shor ho Me likhna hi chorhdun usdin jisdin tum Sunna hi chorhdo Tum Mere khayalo ki mulkiyat Jan'na ab idher haqeeqat Kuch aur hai Woh meri wafaoun k layke nahi kyun ab lgta jafaoun ka daur hai Woh kaghazon ki kashti, woh ashko ka samader Woh sb kutabi baatein Kahan hoye mukamal Jhanko me kamre ki khirhki se bhr Soji hein ankhein or bikhre hein Baal You more you look the less you see haan Zindagi apni Khushi se jee naa Phr kisi gali me mehekte hoge tum Tum siyahi me basey ho kaghazo pey gum Miloun ka safar hai thehr jao na tum Me pochta houn Kahan chldie Tu phr btao na Ansoun ko laikay tum Kahan ko chal diye Tum aisay to na hay Meri kitabon kay who phool Jo tumne thay diye Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main Hijr ki shabb dam badam yaad aye thay tum Diye zakham har qadam bohat sataye thay hum Ham rahey na rahey konsa kisi ko gham Darasal ham fikrmand teray liye is janam Kat raheen jo ratein meray teray darmian main In main dam kahan ye dhoondainn ab bhi tu jahan hai Baat itni si ye ratein teray bin weeran hain Inmain jalti roshni bhi thee teray guzarey Ham nasheen tumari baton say hi tha sahara Asmaan dikha tumne kyun zameen pay maara Umeed day chukay thay kitni aik doosray ko Ham "do" nai aik hain siwa tumarey nai guzara Wish i could make it all right but you know Hamarey bas ki baat hi nahi I'm not complaining is dil ko dard hai Ab jo tera saath nai Toh phr btaon na k Ansoun ko laikay tum Kahan ko chal diye Tum aisay to na hay Meri kitabon kay who phool Jo tumne thay diye Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main Abhi bhi wo mehaktain hain Teri yaad main Teri yaad main
Writer(s): Hasan Raheem, Muhammad Ali Khan, Sultan Sultan, Umair Khan Lyrics powered by www.musixmatch.com
instagramSharePathic_arrow_out